Rezz
KON
[Intro: Rezz]
Maidan mai jab utra toh dekha khilari boht par yah kam hi kuch kaam kay
Andaz hai farak alafaz bhi karak
Bharas hai boht bhari yeh ek jhalak
Dikhanay hun aya mai, jab aya tow scene kiya on
Puray majmay ko jhatka tha diya
Aur uth para har koi aur poochnay yeh banda hai kon? (Kon)

[Chorus: Rezz]
Jab aata hai saamnay kyu hat ti hai sabki
Yeh banda hai kon? (Kon, kon)
Nachata hai ungliyon par bina hath tak kholay, ye banda hai kon?

[Verse 1: Rezz]
Mai wohi hon jo kay zamanay se akailay mai larnay ka rakhta hai jigra
Awaz ki bulund aap jab bhi hai dekha koi zulm-o-sitam
Bheja aur yeh qalam mera dono garam jaisay jalti chilam yahan banri film
Naam hip-hop ka future dekhin tu ghaur say ke na ho confusion, mai wrap karon rap mai tow lagay Confucius
K zehn se nikli koi baat na dehlra
Flow giray beat pe yeh jaisay niagra
Aur bars boht hard jaisay khai ho viagra
Chal sar, Yeh game ek dal dal badaltay yahan roop nai lagta pal bhar, jo aj hotay kal nai atay nazar
Jo sath hotay aj woh jatay bikhar (Bikhar)
Par hum nai hain aisay rapper
VR mai porn dekh kar bolain bachi baithi meray lap par
Yeh jaisay war zone aur yeh saray meray map par, mai lekay phirun sniper aur tu rifle le kay camp kar
Thora Kam zor de zehn par janta mai sun kay mujhe chonktay
Sehm kar kat tay kam jo sirf bhonktay, agay meray paish hon toh bolay nai hamaray kharay hotay ronktay
Meri baat hе kuch aisi hai
Jis zone bhi hon keron own
Nlm meray bеnch pe sath aya CHEN-K
Haraini mai poochain yeh banda hai kon (Kon)
[Chorus: Rezz]
Jab aata hai saamnay kyu hat ti hai sabki
Yeh banda hai kon? (Kon, kon)
Nachata hai ungliyon par bina hath tak kholay, ye banda hai kon? (Kon)

Jab aata hai saamnay kyu hat ti hai sabki
Yeh banda hai kon? (Kon, kon)
Nachata hai ungliyon par bina hath tak kholay, ye banda hai kon?

[Verse 2: CHEN-K]
Ek waqt tha jab bharke main jooton pe
Rang malta Kyunki wo phatte puraane main
Tang halka
Tang larka datke waqton se bhi
Jang larta
Larke phir sab se main karde ta
Band kamra
Abhi bhi Rawaiyya mera wohi jo
Bachpan ka
Gussa dawa meri mashoori ke
Sar dard ka
Paidal hawa lene main nahi ni
Kal sakta
Maare awaa'z yeh koii na koi ba
Har banda
Chen zabardast tera kaaam tu
Laga reh
Naaam mashoori ka apna hi
Maza hai
Per naam ke liye din ha’raaam' nahi
Kara main
Saam ne rakhdun dil ka zarra
Zarra main
Rakhdun sa maaj ke samne
Ainaa main
Sa'waal yeh poochen gaane mein
Rhymes kahan hain?
Bhae Dhoond nahi paraha farq six
Nine kaa main
Yeh pop aur hip-hop ki
Line kahan hai?
Divine aur Badshah, kaale bieber ke sath
Charsi
Bilal ne bhi peeche nangi modelen
Rarkhdin
Awaam ko dikhao sach tou inki
Hat’ti
Tupac ne bhi kia sab, yeh waja
Rakhdi
Pishaab aab-e-hayaat samjhke
Peeli
Jawab den phir kamiyabi jeetli
Nayab main mere saamne mukesh
Teeli
Jo baazu chupae pehenke shirten
Dheeli
Awaen - Leta ni panga main
Ab tinke mashoor hain tou loon ni kia
Badla main?
Mera bhi ungal karna tou banta
Mashoori ne dono ka munh band ab
Rakhna
Mashoori yaqeen karou phaansi ka
Phanda
Views kia gae Bhoolgae sab izzat
Karna yeh
Album mein busy smjhre hain ke
Thanda main
Yaad karwana hoga sab ko ke
Banda main
[Chorus: Rezz]
Kon? (Kon, kon)
Jab aata hai saamnay kyu hat ti hai sabki
Yeh banda hai kon? (Kon, kon)
Nachata hai ungliyon par bina hath tak kholay, ye banda hai kon? (Kon)

Jab aata hai saamnay kyu hat ti hai sabki
Yeh banda hai kon? (Kon, kon)
Nachata hai ungliyon par bina hath tak kholay, ye banda hai kon?