Raga
Naayak
Raga ke gaane ye gaa gaa ke
Karte hai naatak ye
Ladke ye ghaatak se
Karte hai bad-bad jab barsaate baadal ye
Chadhjaate sar pe hai jaise koi aadat ye
Dosti dost ki gaadi se badhke hai
Harkaste karte ye sadko pe ladte ye
Ayyaashi karne galiyo mein nikalte ye
Karze ek duuje ke sar ke hai bharte ye ladke
Lagta hai sabka hi man gunda-gardi mein
Bharte hai dum bharte chillum ye masti mein
Badmaasi sar pe hai karte ga*d-masti ye
Puste pe saste mein daru milegi
Jamnapaari tumko aadat milegi
Jamna pe baitha na jamna pe phooka na
Kaisa jamnapaari laanat milegi
Hilegi shakeela
Deshawar khulega
Badde (Birthday) mangega
Sitambar lagega
Mera baapu bola ban nelson mandela
Main ban baitha hitler ye kaisa man khela
Ladke karte baate pichhe se aake
Main mu pe lagaake bolu inhe baalak
Meri hi baate hai mujhe sunaate
Mere kharche pe hai palte naalayak
Aaya naayak
Dilli se HATT BE!
Dilli ka ladka main dilli se DARR BE!
Ladki na chhedo har billi pe ladke
Kadki mein karlo ek duuje se karze
Par marzi se marzo ke pichhe na pad
Sardile mausam mein patte ragad
Tu camandar (Cavender) bhi lele
Dum andar bhi lele
Fir karle kaabu isko rakhle sabar
Dekh main khoddi kabar
Ye beat this galat maine ch*ddi magar
Lavz mein rakt hai kam
Par shabdo ne hafto se khayi hai kasam
Ye utrenge mic pe
Sabko batayenge
Kya hoti hai ye kala
Fati to sabki hi hoti hai sabko pata
To maine bhi dii hai sila
Kitno ki, sabko hai ye hi salah
Raga hai tere hi sar ki bala
Ye gana lele tu sabko suna
Jitne bhi pantar hai sabmein faila
Raga hai pichhe khada
Kyuki raga ghaseetey bada
Jitne ghamandi hai sabko batade
Main shabdo ki seema se aage khada
Beema karaale tu zindagi ka
Musibat hai pichhe main aage khada
Usiwaqt jeeta jab maalik tera bola
Raga hai sanki bada
Jeevan banaale tu zindagi sa
Murda tha kabka mara
KAFAN LAPETE MAIN TERE DARWAAZE KE AAGE HU ZINDA KHADA...