Young Stunners
Azaad Hain
[Verse 1: Talha Anjum]
Ye jashan hai ab soch ki azaadi ka
Kandho pe na pehen bojh ab tu maajhi ka
Hum roz aage badhe roz kare grow
Fighter flows mere mujhse jalte rahe jale jo
Let it be known, hum waqt badal denge (Yeah)
Hustle karte karte jaani sab badal denge (Facts)
We pull up with the flag the green & white (Yeah)
Mera mind free jab tak freedom is on my mind (Yeah)
Jhaank apne aap me there's something inside
Shaheen hai tu, kalakaar ki kala hai tu
Dant ke lada hai tu, gira nahi, khada hai tu
Duniya hui hairaan ke kis mitti se bana hai tu

[Chorus: Talha Anjum]
Azaad hain, azaad hain, azaad hain
Ab aayi charo taraf se awaaj ye
Azaad hain, azaad hain, azaad hain
Visionary aur azaad khyalaat hai
Kabhi hota nahi down n out
Love from my people loud & proud
Saath chale saath kiye pahadsar
Hard aate saare mere log aate harder

[Verse 2: Talhah Yunus]
Dilo ki jaan is mitti ki pehchaan hai hum
Khali maidaan jab bhi aate hai toofan se hum
Mulk ki shaan laye aman ka paigaam bhi hum
Mai usi chaand ka sitara hume jaante sab
Faqar apne logo pe nikle hue hum toh roado pe
Chahne walo ke honto pe, hote ye lafz jab photo le
Azaad shayari ka mahir bana khakh se
Logo ki umeed hum ujagar kare raaste
Apno se faasle phir bhi na toote raabte
Soch ye aazad goonje kaano me awaaz ye
Azaad hai, azaad hai
Hum Pakistan hai, hum zindabad hai
I'm ahead of my time, I still shine when I rhyme
Mera vision bhi zayn
Shuru se style mera wild, aisi [?] to fly
Aiming high to the sky always ready to grind
Mehnat apne khoon me manzilo ko dhund te
Gulshan ka iqbal jaise kalam aaj bhi toot te
[Chorus: Talha Anjum]
Azaad hain, azaad hain, azaad hain
Ab aayi charo taraf se awaaj ye
Azaad hain, azaad hain, azaad hain
Visionary aur azaad khyalaat hai
Kabhi hota nahi down n out
Love from my people loud & proud
Saath chale saath kiye pahadsar
Hard aate saare mere log aate harder