Jitni Dafa (Parmanu)

Credits: Jeet Gannguli
Jitni Dafa (Parmanu) - Yasser Desai Mp3 Song



Jitni dafa dekhun tumhe
Dhadke zoron se

Aisa toh kabhi hota nahi

Milke ghairon se (x2)



Door jaana nahi

Tumko hai kasam

Khudse zyada tumhe

Chaahatein hain sanam



Door jaana nahi

Mujhse aye sanam

Khudse zyada tumhe

Chaahatein hain sanam



Dil mein jo bhi hai

Tera hi toh hai

Chaahe jo maang lo

Roka kisne hai



Qatl karna ho, karna dheere se

Uff bhi nahi niklegi mere hothon se



Door jaana nahi

Tumko hai kasam

Khudse zyada tumhe

Chaahatein hain sanam



Door jaana nahi

Mujhse aye sanam

Khudse zyada tumhe

Chaahatein hain sanam

More by Yasser Desai

All Yasser Desai songs →