Jubin Nautiyal
Kaabil Hoon
Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahaan dhoondhe bata
Woh chaand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh
Kehna bas yehi
Main tere kabil hoon ya tere kaabil nahi
Main tere kabil hoon ya tere kaabil nahi
Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahan dhoonde bata
Woh chand kе pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh
Kеhna bas yehi
Main tere kabil hoon ya tere kaabil nahi
Main tere kabil hoon ya tere kaabil nahi
Ye sharaaratein, ye mastiyaan
Apna yahi andaaz hai
Ho, samjhayein kya kaise kahein
Jeene ka haan isme raaz hai
Dhadkan kahaan ye dhadakti hai
Dil mein teri aawaaz hai
Apni sab khushiyon ka ab toh
Ye aagaaz hai
Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahan dhoondhe bata
Woh chaand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh
Kehna bas yehi
Main tere kabil hoon ya tere kaabil nahi
Main tere kabil hoon ya tere kaabil nahi
Saagar ki ret pe dil ko jab
Ye banayengi meri ungliyan
Tere naam ko hi pukaar ke
Khannkengi meri choodiyan
Tujhme adaa aisi hai aaj
Udti hon jaise titliyan
Pheeki ab na hongi kabhi
Ye ranginiyaan
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahaan dhoondhe bata
Woh chand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaaun sach toh
Kehna bas yehi
Main tere kabil hoon ya tere kaabil nahi
Main tere kabil hoon ya tere kaabil nahi