Laxmikant Pyarelal
Tu Na Jaa Mere Baadshah
[Alka Yagnik]
Ho...ooo... ho...ooo... ho...ooo... ho...ooo...

Tu na ja, mere baadshah
Ek waade, ke liye
Ek waada, todd ke..

Ho na ja, mere baadshah
Ek waade, ke liye
Ek waada, todd ke..

[Mohammed Aziz]
Mein waapas, aaunga (x2)
Jaa raha hu, mein yaha
Jaan apni, chhod ke..

[Alka Yagnik]
Tu na ja, mere baadshah
Ek waade ke liye
Ek waada, todd ke..

Khuda ka tujhe, waasta
Laut kar aana, tera
Dekhungi mein, raasta.. (x2)

[Mohammed Aziz]
Yeh waada, hai mera (x2)
Mein agar, marr bhi gaya
Toh bhi, wapas aaunga..
[Alka Yagnik]
Ho, na ja, mere baadshah
Ek waade, ke liye
Ek waada, tod ke..

Tu na ja, mere baadshah
Maar na, daale kahin
Yeh teri, furkat mujhe..

Re, na ja, mere baadshah
Maar na, daale kahin
Yeh teri, furkat mujhe..

[Mohammed Aziz]
Mein waapas, aaunga (x2)
Yeh mera, waada raha
Hass ke kar, rukhsad mujhe..

[Alka Yagnik]
Aa mere, mehboob aa
Jaane se, pehle tujhe
Mein jee bhar, ke dekh loon.. (x2)

[Mohammed Aziz]
Teri tasweer mein (x2)
Chahu jab, aankhein zara
Band karke, dekh loon..
[Alka Yagnik]
Tu na ja, mere baadshah
Ek waade, ke liye
Ek waada, todd ke..

Re na ja, mere baadshah
Ek waade, ke liye
Ek waada, todd ke..

[Mohammed Aziz]
Mein waapas, aaunga (x2)
Jaa raha hu, mein yaha
Jaan apni, chhod ke..