Jawaab

Beat Pe Kon Bhai



Dennis On The Beat Boi
Shabbey, Yeah



Jawaab Mere Kaam Se

Pehchaan Meri Naam Se

Jo Bina Jaan Pehchan Ke

Vo Bhi Ab Saalaam Kare

Kyonki Farq Hai Mai

Jaha Pe Khada Hoon

Tum Gairo Pe Tike Ho

Mai Khud Se Bana Hoon



Din Raat Studio Me Khaaye Bina

Nahahe Bina

Kam Waqt Ka Karyai, Ham Panka Chalaye Bina



Vayapaar Kare Vayaparik Se Soch Ke Ham

Shortcut Se Door Tajurbe Ko Khojte Ham



Bandiya Gaadi Daaru Ki Botel

Video Banali

10 Deal Aise Ignore Kare Roz Ke Ham



Mujhe Jalan Nahi Bhai Tere Kaam Se

Saaf Sidhi Baat Meri Itni Si Jaan Le

Video Me Gang Teri Thumke Lagaye

Aise Commercial Ham Karte Ni Jaanke



Baat Aayi Label Ki Label Ki Sunle

Ye Bandish Hai Beta Kuch Rakha Na Label Me

Label To Rehti Hai Sabhi Ke Fevar Me

Tujhko Bata Dun Mai Kaise Zaruri Hai

Label Pe Aana To Paise Zaruri Hai



Paise Kamana To Kaam Se Mahir Hona Padega

Kala Se Zaahir Hona Padega

Or Jaldi Hi Tujhko Kismat Pe Teri

Rona Padega !!



Yeah, Eric



Dennis On The Beat Man



Shabbey In The House



Jawaab

Tujhpe Hai Bhai Teri Team Ka Dawaab

Jawaab

Meri Team Meri Family Mai Uska Nawaab

Jawaab

Tune Msg Karke Kiya Kaam Kharab

Jawaab

Ab Dunga Mai Tujhe Har Baat Ka Jawaab



Pahle Karunga Sawaal Tu Karta Kya Hai

Beta Lyrics Rap Music Slap

Tere Gaaalo Par Har Baar Marta Hun Mai

Fir Bhi Ni Aata Hai Tujhko Chain

Tu Bechain Tere Hath Me Can

B-14 Me Tere Jaiso Pe Ban

Zindagi Hoyi Padi Out Off Beat

Or Bole Fla*nd On The Beat Man



Dekh Kal Hui Baat Mera Aj Reply

Teri G**nd Me Hai Gooda Mera Kar Reply

7 8 Mahine Tu Kaha Dikhra Hai

Tu Kya Hai Kamata Mujhe Sab Dikhra Hai



20 20 Gaane Mera Naam Bikra Hai

Tu To Hashtag Me Bhi Nahi Tikra Hai

Mai Likhta Rap Mai Gaya Bhek

Mai Puchta Kya Tere Paas Jigra Hai



Mai Khud Likhta Hun, Tu ikka Ki Linooo Pe

Naam Likhra Hai Mujhe Sab Dikhra Hai

Meri Tujhpe Nazar Teri Nahi Hai Kadar

Ab Hogi Gadar Kisi Baat Ka Ni Dar



Dennis on the beat shabbey in the house

Awaaz meri loud team pe hai proud

Rukta mai nahi bolta hi jau

1 rap me hi gaand teri chirta va jau



1 Rap Me Hi Teri Chirta Va Jau



Yeah !!!

More by Dennis.

All Dennis. songs →