Sachin-Jigar
Apna Bana Le
[Chorus]
Tu mera koi na hoke bhi kuch laage
Tu mera koi na hoke bhi kuch laage

[Verse 1]
Kiya re jo bhi tune kaise kiya re
Jiya ko mere bandh aise liya re

[Pre-Chorus 1]
Samajh ke bhi na samajh main saku

[Chorus]
Saveron ka bhi mere tu sooraj laage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage

[Post-Chorus]
Apna bana le piya, apna bana le piya
Apna bana le mujhe, apna bana le piya
Apna bana le piya, apna bana le piya
Dil ke nagar mein shehar tu basa le piya

[Instrumeental-break]

[Verse 2]
Chhune se terе, haan tere, haan terе
Fikki ruton ko rang lage
Chhune se tere, haan tere, haan tere
Fikki ruton ko rang lage
Teri disha mein kyu chalne se mere
Pairon ko pankh lage
Raha na mere kaam ka jag sara
Haan bas tere naam se hi guzara

[Pre-Chorus 2]
Ulajh ke, yun na sulajh na saku

[Chorus]
Zubaaniyan teri jhoothi bhi sach lage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage

[Post-Chorus]
Apna bana le piya, apna bana le piya
Apna bana le mujhe, apna bana le piya
Apna bana le piya, apna bana le piya
Dil ke nagar mein shehar tu basa le piya

[Outro]
Ho, sab kuch mera chahe naam apne likha le
Badle mein itni to yaari nibha le
Jag ki hirasat se mujhko chuda le
Apna bana le bas apna bana le
Apna bana le apna bana le