🔥 Earn $600 – $2700+ Monthly with Private IPTV Access! 🔥

Our affiliates are making steady income every month:
IptvUSA – $2,619 • PPVKing – $1,940 • MonkeyTV – $1,325 • JackTV – $870 • Aaron5 – $618

💵 30% Commission + 5% Recurring Revenue on every referral!

👉 Join the Affiliate Program Now
Fayyaz Hashmi
Aaj Jane Ki Zid Na Karo

Aaj jaane ki zidd na karo
Yoonhi pahlu mein baiá¹­he raho
Yoonhi pahlu mein baiá¹­he raho
Aaj jaane ki zidd na karo

Haaye mar jaaen ge ham to luá¹­ jaaen ge
Aisi baaten kiya na karo
Aaj jaane ki zidd na karo

Tum hi socho zara kyoon na roken tumhen
Jaan jaati hai jab uá¹­h ke jaate ho tum
Jaan jaati hai jab uá¹­h ke jaate ho tum
Tum ko apni qasam jaan-i jaan
Baat itni miri maan lo
Aaj jaane ki zidd na karo

Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghaá¹›iyaan yahi hain jo aazaad hain
Chand ghaá¹›iyaan yahi hain jo aazaad hain
In ko kho kar miri jaan-i jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo