Tera Zikr

Credits: Sourav Roy
Abhi abhi to mile thhe

Phir judaa ho gaye

Kya thi meri khata
Tum saza ho gaye



Mujhe khone ke baad ek din

Tum mujhe yaad karoge

Phir dekhna milne ki mujhse

Tum fariyad karoge x (2)



Mulaqatein adhuri rahi

Muqammal karoonga yeh waada raha

Tanhaiyon se bhi main teri

Baaten karoonga yeh waada raha



Tera zikr jisme hua na ho

Mere paas aisa lamha na ho

Maine jisme tujhko maanga nahi

Mere labb pe aisi dua na ho ba-khuda



Mujhe khone ke baad ek din

Tum mujhe yaad karoge

Phir dekhna milne ki mujhse

Tum fariyad karoge x (2)

More by Darshan Raval

All Darshan Raval songs →