Bas Mein
[Verse 1]
Yun kapkapate tere honth hai
Kuch kahte kahte tham se gaye
Sirhaane haath hai, koi toh baat hai
Toot raha hai sabar
Jagmag-jagmag si ye deeware hai
Mahak raha hai tera ye badan
Kuch aisa khass hai, koi toh baat hai
Hone lagi hai fikar (Hai fikar)
Yun kapkapate tere honth hai
Kuch kahte kahte tham se gaye
Sirhaane haath hai, koi toh baat hai
Toot raha hai sabar
Jagmag-jagmag si ye deeware hai
Mahak raha hai tera ye badan
Kuch aisa khass hai, koi toh baat hai
Hone lagi hai fikar (Hai fikar)
[Pre-Chorus]
Waisi toh tere dil se juda hoon
Kandhe ki tere dil pe fida hoon
Man ke iradon se bhida hoon
[Chorus]
Nahi rehna aapne bas mein
Bas mein, bas mein, bas mein
Tu jo nahi hai aapni hadd mein
Hadd mein, hadd mein (Hadd mein)
Nahi rehna aapne aapne
[Verse 2]
Badal gaya tera saara mood
Ye kaise bigad gaya tera attitude?
Jo mujhko ghar ki entry
Piche ke darwaje se kyun mili?
Aisi bhi kya jaldi thi batla de
Tip-tip-tip barisho ki bundein hai (Tum)
Shoor kare garajti bijliyan (Tum)
Tum ho gaye kyun hosh-o-hawas hai
Hone lagi hai fikar
Waisi toh tere dil se juda hoon
Kandhe ki tere dil pe fida hoon
Man ke iradon se bhida hoon
[Chorus]
Nahi rehna aapne bas mein
Bas mein, bas mein, bas mein
Tu jo nahi hai aapni hadd mein
Hadd mein, hadd mein (Hadd mein)
Nahi rehna aapne aapne
[Verse 2]
Badal gaya tera saara mood
Ye kaise bigad gaya tera attitude?
Jo mujhko ghar ki entry
Piche ke darwaje se kyun mili?
Aisi bhi kya jaldi thi batla de
Tip-tip-tip barisho ki bundein hai (Tum)
Shoor kare garajti bijliyan (Tum)
Tum ho gaye kyun hosh-o-hawas hai
Hone lagi hai fikar