The Local Train
Manzil
Manzil saamne aaa, tu bhi dekh zara
Gham ke taraane, khushi ke bhaane liye, main jee raha
Tu saamne aa, tu aa jaana, tu aa jaana, tu aa jaana
Tu saamne aa, tu aa jaana, tu aa jaana

Manzil, yeah
Manzil, yeah, yeah

Wo humdum humsafar wo hamnasheen phir na mila
Tanha reh gaya dil, raahon ka wohi silsila
Ke bechain har pal hai ye mera
Bekhabar hai tu hai kahaan
Manzil saamne aaa, tu bhi dekh zara

Khwabon ki dory ye toote na ab kabhi
Saath tera ye choote na kabhi
Khwabon ki dory ye toote na ab kabhi
Saath tera ye choote na kabhi

Kaun hai apna?
Kaun hai paraaya yahan?
Kaun hai apna?
Kaun hai paraaya yahan?

Dhoonde tujhko nazar, tu bekhabar hai tu kahan
Manzil saamne aaa, tu bhi dekh zara
Manzil, yeah
Manzil, yeah, yeah