The Local Train
Bandey
Kismat se kahaan, tu khud se ladta hai
Phir haare tu kyun yahaan
Jab toote hain ye dil, ro bhi na tu paaye
Aur kuch na kahe ye zubaan

Jaata jaaye tu kahaan bta
Teri manzil kahaan
Chhod aaya anjaane mein
Kya wo mil paayenge wahan

Sikandar hai wo, jo jeeta hai yahaan
Phir bhi akela who rehta hai yahin
Sab hai tere paas, phir bhi tu kyun roye

Na sona-chandi tu maange rab se
Ab na kar tu ye khta
Chhod aaya anjaane mein
Kya wo mil paayenge wahan

Bandey, bandey
Khud ko na tu staa
Bandey
Kyun kaate ise tu ghut-ghut ke yun jiya

Kyun chalte-chalte ruk jaaye tu kahin
Kyun mudd ke dhundhe koi apna yahan
Sab hai tere paas, phir bhi tu kyun roye
Na sona-chandi tu maange rab se
Ab na kar tu ye khta
Chhod aaya anjaane mein
Kya wo mil paayenge wahan

Bandey, bandey
Khud ko na tu staa
Bandey
Kyun kaate ise tu ghut-ghut ke yun jiya

Yea-ee, yea-ee, yea-ee, yeah
Yea-ee, yea-ee, yea-ee, yeah
Yeah, hey
Yea-ee, yea-ee, yea-ee, yeah
Yea-ee, yea-ee, yea-ee, yeah-eh