Sahir Ali Bagga
Roye Roye - Coke Studio 11 - Sahir Ali Bagga, Momina Mustehsan Song
Sun O’ dila ve
Kaisa dar mila ve
O mere Khudaya
Kyun dard banaya
Aise chhodna
Dil todna
Yeh koi mazaq to nahin
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere
Koi majboori
Leke aayi hai doori
De ke dil ne duhaai
Faryaad sunaai
Maine paai hai
Yeh judaai hai
Yeh koi mazaaq to nahin…
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere
Apna tumhe kiya magar
Apne naa tum huve
Kyun seene se lagaaya tha
Kyun ajnabi huve
Ainj naeen harde
Jehde pyaar karde
Aise chhoda
Dil todna
Yeh koi mazaq to naheen
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere
Thi mohabbat jo teri
Wohi qismat mein naa thi
Toh judaa hona hi toh zaroori tha
Bewafa hona bhi toh zaroori tha
O.. Rabba tere hi haath mein
Thhe woh saare hi raaste
Kya mera haath chhodna zaroori tha?
Kya mere dil ko todna zaroori tha?
Qismat ki meherbaaniyan
Shiqwa kisi se kya
Sehni padi hain dooriyan
Karte bhi hum to kya?
Ainj naeen harde
Jehde pyaar karde
Maine paai hai
Yeh judai hai
Yeh koi mazaaq to nahin
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mere…
Naina ve…
Naina ve…