Momina Mustehsan
Muntazir
Main yahaan hoon muntazir
Tum wahaan ho be-khabar

Main yahaan hoon muntazir
Tum wahaan ho be-khabar
Aur halke halke se man chaahe
Maanga jis ko wo mil jaaye
Ye raat tham jaaye sau saal ko
Aur ek ho jaaen ham tum

Main yahaan hoon muntazir
Tum wahaan ho be-khabar
Aur halke halke se man chaahe
Maanga jis ko wo mil jaaye
Ye raat tham jaaye sau saal ko
Aur ek ho jaaen ham tum

Door se aati hain pariyaan
Sunaati hain ik kahaani mujhe baar baar
Tum yahaan pe magar
Wo wahaan pe kare tera intizaar
Ab maano naheen haar

Socho nah, chal paṛo
Jaao nah, na ḍaro
Jaante ho tum us ke dil ka raaz
Shaayad ghabraayegi, wo na kah paaye gi
Tum na ḍarna, na peeche haṭna
Kah de na dil ki baat
Main yahaan hoon muntazir
Tum wahaan ho be-khabar
Aur halke halke se man chaahe
Maanga jis ko wo mil jaaye
Ye raat tham jaaye sau saal ko
Aur ek ho jaaen ham tum

Ye raat tham jaaye sau saal ko
Aur ek ho jaaen ham tum