R.D. Burman
Main Chali Main Chali
Main chali, main chali, dekho pyaar ki gali
Mujhe roke na koyi, main chali, main chali

Na-na-na meri jaan, dekho jaana na wahan
Koyi pyaar ka lootera, loote na meri jaan

Ye fiza, ye hawa, ye nazaare ye samaa
Ab pyaar na hua to phir kab hoga
Ye fiza, ye hawa, ye nazaare ye samaa
Ab pyaar na hua to phir kab hoga
Koyi khel to nahi, Ye hai pyaar meri jaan
Tujhe pta bhi na chalega ye jab hoga

Main chali, main chali, dekho pyaar ki gali
Mujhe roke na koyi, main chali, main chali

Hai diwaani ye jawaani koi samjaye kya
Kab rokne se rokate hai diwane
Hai diwaani ye jawaani koi samjaye kya
Kab rokne se rokate hai diwane
Tu hai abhi nadan, zara socha meri jaan
Roj aate nahi ye din mastane
Na-na-na meri jaan, dekho jaana na wahan
Koyi pyaar ka lootera, loote na meri jaan
Na-na-na meri jaan, dekho jaana na wahan
Koyi pyaar ka lootera, loote na meri jaan

Kahi aankh na mili, kahi dil na laga
To pyaar kaa zamana kis
Kaam aaya to ye rut ye
Ghata bolo sochegi kya
Jo kisika hodho penaam aaya