Genius Romanizations
Tera Ghata
[Verse 1]
Kuch soch ke bola hoga tumne
Ye pyaar bhi tola hoga tumne
Ab naa hai to phir na sahi dilbar
Iss dil ko ye samjha liya humne
[Chorus]
Ismein tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
To main seh nahi pata
Ismein tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
To main seh nahi pata
(Humming)
[Verse 2]
Kuch khaas tha ye jaan leti jo
Meri nazar se dekha hota tumne
Iss baat ka bas gham hua mujhko
Thodi si bhi koshish naa ki tumne
[Chorus]
Ismein tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
To main seh nahi pata
Ismein tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
To main seh nahi pata
(Humming)
[Bridge]
Socha nahi tha zindagi mein yun milogi
Milke bhi tum naa meri ho sakogi
Par yaad aayegi jab bhi tumhari
Shiqayatein na hongi, bas dua rahegi
[Instrumental Break]
[Verse 3]
Ab aur kya kehna hoga humne
Karna tha jo, wo kar liya tumne
Shayad rahun ya na rahun dilbar
Badla kabhi ye faisla tumne
[Chorus]
Ismein tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
To main seh nahi pata
Ismein tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
To main seh nahi pata
(Humming)