Genius Romanizations
Chal Wahan Jaate Hain
[Verse 1]
Aasman ke pare ek jahan hai kahin
Jhooth sach ka wahan kaayda hi nahi
Roshini mein wahan ki alag noor hai
Saare jismo se aage jahan jaate hain
(Jaate hain, jaate hain)
[Chorus]
Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo hum wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo hum wahan jaate hain
[Verse 2]
Seene se tum mere aake lag jao na
Darte ho kyun zaraa paas to aao na
Hmm seene se tum mere aake lag jao na
Darte ho kyun zaraa paas to aao na
Dhun meri dhadkanon ki suno
[Chorus]
Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo hum wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo hum wahan jaate hain
Oh, jaate hain
Chal jaate hain
(Jaate hain, jaate hain)
[Verse 3]
Koyi subah wahan raat se na mile
Udke wahan chalo aao tum hum chalein
Hmm, Koyi subah wahan raat se na mile
Udke wahan chalo aao tum hum chalein
Pankh laya hoon main ud chalo
[Chorus]
Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo hum wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo hum wahan jaate hain