Genius Romanizations
Emiway Bantai - Jawab De (Romanized)
[Tag:]
Aakash kaha hai?
[Intro]
Aah, wooh, wooh
Haha Haan
Kuch dil dukhaye the maine anjaane mein
Maafi maangu khuda se mai is gaane se
Jisko bhi pohchaya tha maine dard usse maafi maangu
Shayad mai tha mehkhane me (mehkhane me)
[Chorus]
Dooba shaitano mai (aye)
Kaisa insaan hu mai karta sawal pehle (Jawab de)
Khud ko toh jaan lu mai
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai (kya chahiye)
Dooba shaitano mai (brruh!)
Kaisa insaan hu mai karta sawal pehle (sawal pehle)
Khud ko toh jaan lu mai (jaan lu mai)
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai
[Verse 1]
Dooba shaitano mai (aye) kaisa insaan hu mai (ah!) karta sawal pehle (right)
Khud ko toh jaanlu mai kya chahiye mujhe
Khud ka sawal hu mai
Naya relation with trust
Pyaar karne laga toh fir bhul gaya lust
Khud pe mai karu mera time invest
Aaya kal mera fal har ek pal mera best
Tere source se bhi zyada bade mere cheques
Busy hu mai nahi karra check maine texts
Jo bhi kare horny
Khelna mujhe aur nahi
Rehne mujhe aur nahi
Karna ignore nahi
Fir bhi karu
Fir bhi karu wo jo kabhi bhi nahi karunga
Jo kabhi nahi socha tha maine
Kya mai karu shayad hone tha hone laga fir kai ko daru
Haath mai sab mere aatmnirbhar hu
Jo bhi dete hate unse baat bhi na karu
Baaki jo bhi kare wait unke kaano ko mai gaano se bharu
Zamane se mai karu
[Chorus]
Dooba shaitano mai (aye)
Kaisa insaan hu mai karta sawal pehle (Jawab de)
Khud ko toh jaan lu mai
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai (kya chahiye)
Dooba shaitano mai (brruh!)
Kaisa insaan hu mai karta sawal pehle (sawal pehle)
Khud ko toh jaan lu mai (jaan lu mai)
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai khud ka sawal hu mai
[Bridge]
Aye, Ah!, right, wooh, brruh
[Verse 2]
Yaha kya hai galat yaha kya hai sahi
Sochta rahunga toh jiyunga nahi
Jo bhi hota hai hone do
Hota sahi
Bolne ko iske aage kuch bhi nahi
Fir bhi likhu
Fir bhi likhu wo saari cheeze jo karta hu feel
Lekin kehne se darta hu
Akelepan se dar kaisa mai ladka hu
Waqt ke saath mai sudharta bigadta hu
Girta padta lekin fir se mai chadta hu
Dusro ko khushi mai mai khush naa sadta hu
Kaisa insaan hu aaj khud pe hi bhadka hu
Chehre pe hasi hai par andar se ladta hu
Apne aap se apne khwaab se
Sapne bhaagte Par mai jaane nahi dunga
Kisi ko asaani se mai jaan ne nahi dunga
Ha rehta hu private
Fly karu jaise hu mai pilot
Chod diya maine karna violence
Bakchodi kam karo silence (bitch)
Milra hai jo kuch mai chahra hu
Mic rakha saamne haa dil kholke gaa ra hu (haq se)
Waade nahi karunga jab tak lagta nahi
Andar se dil ko bata ra hu
Toot ta hua taara hu
Dusro ko khush rakha toot ke (khush rakha toot ke)
Galtiya maine bhi ki hai
Zindigi mai
Lekin ab hu mai sahi route pe
[Chorus]
Dooba shaitano mai (aye)
Kaisa insaan hu mai karta sawal pehle (Jawab de)
Khud ko toh jaan lu mai
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai (kya chahiye)
Dooba shaitano mai (bruuh!)
Kaisa insaan hu mai karta sawal pehle (sawal pehle)
Khud ko toh jaan lu mai (jaan lu mai)
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai khud ka sawal hu mai
[Bridge]
Aye, ah!, right, wooh, brruh
[Outro]
Emiway Bantai malum hai na haha
Khud ka sawal hu mai
Har jagah bawal hu mai
Jalna toh banta hai
Kya kare itna kamaal hu mai
Peace out