Daira

from Suno (2020)
Bohhot si aayatein
Bohhot si aagahi
Kitna bhaagtay ho tum

Ghuroor se bharay
Ho sabse tum baray
Sab jaantay ho tum
Waqt ke amal
Se seekhtay magar
Dukhon mein tum ghiray

Buzurgi tujhko day
Bachpanay ki rooh
Ghoom kar wahein kharay

Darya jesay peeche ko douray

More from Suno (2020)

More by Bayaan

All Bayaan songs →