Kishore Kumar
Yeh Raaten
Yeh raaten yeh mausam, nadi ka kinara yeh chanchal hawa (Kishore)
Kaha do dilon ne ke milkar hum kabhi na honge judah (asha)

Sound Shikari Production (troz)

Yeh raaten yeh mausam, nadi ka kinara yeh chanchal hawa (both)

Yeh kya baat hai ajj ki chadni me, ke hum kho gaye pyar ki raagini me (asha) (x2)
Yeh baahon me baahen, yeh behki nigahe lo aane laga zindgi ka mazza (kishore)
Yeh raaten yeh mausam, nadi ka kinara yeh chanchal hawa (both)

Sitore ki mehfil ne kar ke ishara, kaha abb toh sara jahan hai hamara (kishore)(x2)
Mohabbat jawan ho, khula aasma ho kare koi dil aarzo aur kya (asha)
Yeh raaten yeh mausam, nadi ka kinara yeh chanchal hawa (both)

Kasam hai tumhe tum agar mujh se roothe (asha)
Rahe saans jab tak, yeh bandan na toote (kishore)
Tumhe dil diya hai yeh waada keya hai, sanam bin tumhare rahugi sada (asha)
Yeh raaten yeh mausam, nadi ka kinara yeh chanchal hawa (both)(x2)