Tu Yaad Hai
[Intro]
Tu yaad hai, ya saath hai
Tu baat hai, izhaar hai
Tum shaam ho, ya raat ho
Tum dard ho, aabaad ho
[Chorus]
Tum yaad ho, tum saath ho
Baaghaat hon, bazaar hon
[Verse 1]
Ab saath raho ke dil yeh betha jaye
Tum yaad raho yeh dil kyun rota jaye?
Ab hota jaye jo hona hai, hona hai
Kahani may tera mera rishta khona hai
[Refrain]
Tu yaad naa rahay, ya khuwab may milay
Mere saaray dil ke afsanay iss khaak may milay
[Chorus]
Tum yaad ho, tum paas ho
Bazaar hon, baaghaat hon
[Interlude]
Tum yaad ho, tum paas ho
Ik saaz ho, awaaz ho
[Verse 2]
Mein saamnay par tu mujh se baat naa karay
Mujhe yaad aata hai kal tum mere saath he tou thay
Sub hanstay-khiltay chehre aansuo may chup gaye
Sub apne roothay baat-cheet pe ruk gaye