Moh moh ke dhaage
Moh moh ke dhaage
Hmmm...
(humming music)
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
Hai rom rom iktaara
Hai rom rom iktaara
Jo baadalon mein se guzre
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna
Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna
Kaise tune ankahaa, tune ankahaa sab sunaa
Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna
Tu din sa hai, main raat
Aa na dono mill jaayein shamon ki tarah
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
Ki teri jhooti baatein main saari maan loon
Ki teri jhooti baatein main saari maan loon
Aankhon se tere sach sabhi
Sab kuch abhi jaan lu
Ki teri jhooti baatein main saari maan loon
Tezz hain dhaara, behte se hum awaara
Aa tham ke saanse le yahaan
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tara girah ye suljhe......