Umair
Parinday

[Verse 1: Anaaz}
Parindon jese nahi ham azaad
Farishtay hamein dekhein houn udaas
Tou laut chalo, shaam hone ko hai yaar
Ye zakham bharein qalam
Narazgi ko rakho apne pass
Kitaabein kitni likhein mujhe yaad nahi
Shayar huwe tere liye tum barbaad sahi
Muskurahatein dikhawa ye libaas se
Dil tootne se darte shayad maut sahi
Ab mile na hi karam na nawazishein
Jhoothe munh hi aakr milo akhrii...
Akhrii... khwahish...
Ye meri akhrii khwahish hai

[Verse 2: Anaaz]
This place is dark inside
I'm missing... missing my home
Missing my home...
Yeah!
Tum se qareebi na ho tou ham bhi ham na houn
Ham na houn...

[Chorus: Anaaz]
Ohhh...
Aaj ek dil ka tukra tere naam is khat me hai likha...
Hai likha...Ohhh...
Aaj ek dil ka tukra tere naam is khat me hai likha...
Hai likha...Ohhh...
[Verse 3: Anaaz]
Tum ruthe ese dil ko chura ke
Dooriyaan khud se bana me
Khudgarzi ese apna ke
Bhatkate musafir anaa se
Taare tor le ke bhi laaye
Gaane likh kar tujh ko sunaye
Khamoshi hai kyun ye btade
Lafz jorta phirun teri khaatir

[Verse 4: Annural Khalid]
Hai tujhe ye ehsaas hi nahi
Ke ab pehle jesi baat hi nahi
Aake phirse yoon qareeb
Mujhse mera ye zameer
Kahe tere dil me ab mera makaan hi nahi
Hoshoun ko me ab bhula ke aajaun
Kese bata ye kii tune
Likhte hi jaate sun'ne wale hain par kahan pe

[Chorus: Anaaz & Annural Khalid]
Ohhh...
Aaj ek dil ka tukra tere naam is khat me hai likha...
Hai likha...Ohhh...
Aaj ek dil ka tukra tere naam is khat me hai likha...
Hai likha...Ohhh...