Tera Fitoor

Tera Fitoor (Genius) Mp3 Song



Tera fitoor jab se chadh gaya re
Tera fitoor jab se chadh gaya re

Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re

Tera fitoor jab se chadh gaya re



Tu jo mere sang chalne lage

To meri raahein dhadakne lage

Dekhun na jo ik pal main tumhein

Toh meri baahein tadapne lage



Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re

Tera fitoor jab se chadh gaya re

Tera fitoor jab se chadh gaya re



Haathon se laqeerein yehi kehti hai

Ki zindagi jo hai meri

Tujhi mein ab rehti hai



Labon pe likhi hai mere dil ki khwaahish

Lafzon mein kaise main bataaun

Ikk tujhko hi paane ki khaatir

Sabse judaa main ho jaaun



Kal tak maine jo bhi khwaab the dekhe

Tujhme woh dikhne lage

Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re

Tera fitoor jab se chadh gaya re

Tera fitoor jab se chadh gaya re



Saanson ke kinaare bade tanha thhe

Tu aa ke inhe chhu le bas

Yehi toh mere armaan thhe

Saari duniya se mujhe kya lena hai

Bas tujhko hi pehchaanu

Mujhko na meri ab khabar ho koi

Tujhse hi khudko main jaanu

Raatein nahi kat’ti bechain se hoke

Din bhi guzarne lage



Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re

Tera fitoor jab se chadh gaya re

Tera fitoor jab se chadh gaya re

More by Arijit Singh

All Arijit Singh songs →