Void kaun hai?

[Chorus]

VOID kaun hai?

Kya ye Rapping ka don hai?(Nai)
Shatranj mein ye pawn hai?(Nai)

Raaz chupe Pentagon hai (Sahi)

VOID kaun hai?

Kya ye thoda bhaur strong?(Nai)

Kya ye King Kong?(Nai)

Aane wala ab storm(Sahi)



[Verse 1]

Lambi race wala runner

Bina badge ke bhi

Rap game mein under cover

Google mein bhi dhundhke

Mile na wo khabar Pyaar

Kare jaan bhi dede waisa lover

Please, don’t call tonight

Do personalities jaise Walter White

Kabhi thoda tezz

Kabhi thoda chill

Kabhi aake mil

I’m the guy from the hills

Ayy-Ayy You’re my Wonder Women

Galtiyan main karun

Kyunki you know i’m human

Ruk nahi sakta band ab reception

Sapne itne dekh chuka, sab inception

Rap game, bahur cold aisa lage khele ice hockey

Punch me to the ground, i’ll be back Balboa Rocky

Tujhe lage tu hai Bruce Lee

Lekin mere naashte ka plate ka tu muesli

Tujhe lagta game mein toh skills ka koi use nai

Tabhi tere verses mein koi bhi juice nahi

Ab-Abuse me, gaali deke haali mein

Kaali mein thaali mein toh tune fame paali

Samjhao nepali mein?

Nahi famous nahi mera waqt

Agar famous bana bada shaqt

Bhai mera bola bro, whose she?

Use dekh ke mere dil ko mili kushi

Superb powers like Lucy

Over that she likes Sushi, Ayy

Luck pe bharosa nahi khud pe bharosa

Har ek jakham ko 10 aur baar kharocha

Kabhi laut jaun agar haar ke jo

Randy Orton banke wapas aaun RKO



[Chorus]

VOID kaun hai?

Kya ye Rapping ka don hai?(Nai)

Shatranj mein ye pawn hai?(Nai)

Raaz chupe Pentagon hai (Sahi)

VOID kaun hai?

Kya ye thoda bhaur strong?(Nai)

Kya ye King Kong?(Nai)

Aane wala ab storm(Sahi)



[Verse 2]

Tupac ke TShirt, Canvas ke shoes

Usse dekh ke yahan pe mere udte the fuse

Naseeli aankhein pi nahi booze

Pain comes in ones but goes in twos

Uske honth jaise poetry

I’ll told her i’ll go at 3

Par side pe jo wo baithi

Uske dil mein mili mujhe no entry

Pyaar itna use kaise chhod doon?

Pyaar itna shayad tabhi jod doon

Dil ki saari kashme tod doon

Koi bacha nahi yahan jise apna soul doon

Haan bol doon, main thoda thoda cold hoon

Main yahan [?]

Main wo dubti boat hoon main, tooti road hoon main

Rapping ki bandukh tu, Samuel Colt hoon main, haan



[Chorus]

VOID kaun hai?

Kya ye Rapping ka don hai?(Nai)

Shatranj mein ye pawn hai?(Nai)

Raaz chupe Pentagon hai (Sahi)

VOID kaun hai?

Kya ye thoda bhaur strong?(Nai)

Kya ye King Kong?(Nai)

Aane wala ab storm(Sahi)