Karma
Kaala Bazaar
[Chorus]
Jhoothe ye gaane banare
Jhoothe ye gaane banare
Saare ke saare gadaar hai
Saare ke saare gadaar hai
Gaano ka kaala bazaar hai
Gaano ka kaala bazaar hai
Tabhi hum bane vyapaari
Tabhi ye bana vyapar hai

[Verse 1]
Tabhi ye ghanta kamare
Tabhi hum andha kamare
Kyunki kandho pe daromadar hai
Soch se ye bande bimar hai
Sabhi bas kehne ke star hai
Haters ki lambi kataar hai
Fool's ki photo pe phool ka haar hai
Gaano se dhool chatare
Gaano me bante khoonkhar hai
Asli me chadha bhukhar hai
Ragde me bande bulare
Jhagde me gada utaare
Hum sar pe de maare
Par inse ladna bekaar hai, yeah
Bande gaware aur ye bande ganwaar hai
Ye bina padhe likhre aur gaare
[Chorus]
Jhoothe ye gaane banare
Jhoothe ye gaane banare
Saare ke saare gadaar hai
Saare ke saare gadaar hai
Gaano ka kaala bazaar hai
Gaano ka kaala bazaar hai
Tabhi hum bane vyapaari
Tabhi ye bana vyapaar hai, yeah

[Verse 2]
Mere apne mujhse roothe jalne lage
Pata chala ke apne nahi the wo mere
Mai use karke sabko aage badhu
Aise waale bhi sapne nahi the wo mere
Par, saath nahi the wo mere jab raato ki job me shaamil mai
Dosti ki thi mujhse kyunki pata tha niklunga kaabil mai
Bole ke tune bada kiya, khud bhi bada ho
Fir badi badi waali baate karenge
Tu meri 2 sunna mai teri sununga
Jo kabhi na poore wo waade karenge
Tu facts pe baat kar
Warna aage badh
Tu bole ke mujhko bada kiya, dusra pakad aur ab usko bada kar chal aage badh, ha!
Bande rh gaye kam aake chokro ne jagah li
Baate karte aise jaise game poori sambhali
Par gaano se lipake gaadi jaise taise chala li
Rappers reh gaye kam aake jokero ne jagah li
[Chorus]
Jhoothe ye gaane banare
Jhoothe ye gaane banare
Saare ke saare gadaar hai
Saare ke saare gadaar hai
Gaano ka kaala bazaar hai
Gaano ka kaala bazaar hai
Tabhi hum bane vyapaari
Tabhi ye bana vyapaar hai, yeah

[Outro]
Deep kalsi ke sangeet pe karma
Dehradun ka mera khoon!