[Verse 1: Bilal Ali]
Tere roothay jawab kaafi nahi hain mere liye
Bad rang hai hua, ye jahan mere liye
Zindagi ki lehro pay, samana hai ghamna nahi
Kehta jo zamana hai, us ko sunna hai samajhna nahi
Sitaro ko bhi mujh say ittafaq hai
Duniya ko bhi na koi ikhtalaf hai phir kiyu ye faaslay
Guzray pal ki baatein chor day
Farzi zanjeer tor ke karle tu mujh may yaqeen
[Chorus: Bilal Ali]
Jaanay, ye zamana
Ke pallmo sa hai apna ye afsana
Kis baat ka phir ghabrana
Likhenge hum apni dastaan
[Verse 2: JJ47]
Ye bags full nazar meri note par
Tu sath bethi seat pay toh dekhu nahi road par
Ab may easy rehta lekin fully focused bohut par
Man on a mission jaanay nikla kesi khoj par
We can be on the trend bina hash tag
Top liquor, top beer, top thori hash wash
All black everything guinea ash wash
Paparazzi on the move charo taraf flash flash
Lowkey jesе saro say meri kaaf ho
Par aqs dekhe aino may tum aino say saaf ho
Hum bеthe bethe soch may pare hoye
Feeling with the looks jese tumhe khoon maaf ho
Makaan mera hai tabhi ghar maangte ho
Tumhe urnay ka shok tabhi par maangtay ho
Tum mujh say kiyu itni qadar maangtay ho
Tum khuwaishi bhi chiz dekho har mangtay ho
Tum ek kay hunar ka asar maangtay ho
Hum pay nazar har khabar maangtay ho
Tum akhir kiyu aisa hashar maangtay ho
Tum maantay nahi tum agar maangtay ho
[Chorus: Bilal Ali]
Jaanay, ye zamana
Ke pallmo sa hai apna afsana
Kis baat ka phir ghabrana
Likhenge hum apni dastaan
[Verse 3: Talhah Yunus]
Jab bhi dekhu tujhe aisa lage time gaya ruk
Kiya dhoonday tujh may nuqs, may jab bolu saray chup
Mera gawa mera hood kiya he likhu may ab tujh pay
May 24 ghantay bhud
Tere liye phir bhi hosh may
Bottle puri down kese kharay hai woh sochtay
Traffic hota jaam jab bhi nikle hum road pay
Pura protocol karu lafzo say foreplay
Drop it like its hot baby show me what you got
Smoking I got pot when you see me call the cops
I can ride on these beats in my sleep gotta stop
Kiya karein khul kay baat jab sab bethe hain ye alfaz
Khuwaish he sirf puri nahi asar karte hain
Logo ki behad qadar karte hain
DIl ke sitam tere kam karte hain
Misray ye sab par asar karte hain
Bayan kare kese tujhe lafzo ki chaan been
Samait kay bikhair ke dein Aisi ye diwangi
Hazir hai jahaan, hazir hai ye meri jan bhi
Sirf tu he jaanay shayad qeemat ye naam ki
[Chorus: Bilal Ali]
Jaanay, ye zamana
Ke pallmo sa hai apna afsana
Kis baat ka phir ghabrana
Likhenge hum apni dastaan