Talhah Yunus
Karachi Chal

[Intro]
Yeah, it's your boy Yas
Young Stunners

[Pre-Chorus: Talha Anjum]
I claim, so you wanna claim
We taught 'em how to rap about your pain
Young, stunning, dass saal and I'm still running
Tumhein shaq hai tou

[Chorus: Talha Anjum]
Karachi Chal, Karachi Chal
Aake dekh kiska zor hai Karachi par, ay
Chor kal, tu aaj he chal
Mere agay Karachi-Karachi naa kar, shaba hurr
Karachi Chal, Karachi Chal
Aake dekh kiska zor hai Karachi par, yeah
Chor kal, tu aaj he chal
Mere agay Karachi-Karachi naa kar

[Verse 1: Talha Anjum]
Teer ke kamaan jaise kalamdaan (Kalamdaan)
Alam uncha, tou kaun hua alamdaar? (Alamdaar)
Mere yaar, sarhad paar se bhi bhejein pyaar (Yeah, yeah)
Dil toota tou phir jaa ke note jurray chaar (Word)
Hum blade se larte thay school ke bahar
Ab blade ki tarah he swipe hote MasterCard
Ab stage fright kam, frightening stage se zyada (Haha)
I'll tattoo an AK so I feel like Raja
Kaun beef shuru kare kaun end kare?
Kiske chaar gaane back to back trend karein? (Yeah, yeah)
Grind karein, law torein, fine bharein
Mind over matter aur hum qaabiz tere mind par hain (You know)
2008, Urdu rap start (Yeah)
2020, karta aath figure charge (Facts)
Profit mere neat, I don't need to be a star (No, no)
Dumb motherfuckers, sirf phone inke smart (Ay)
Day one motherfuckers ab bhi chirkein jaan
Jahan gaya he nahi waha bhi hai jaan pehchaan
Karachi Mera he hai beta ab tu maan na maan
Tere scene centimetre, tu jhaant by jhaant
[Pre-Chorus: Talha Anjum]
I claim, so you wanna claim
We taught 'em how to rap about your pain
Young, stunning, dass saal and I'm still running
Tumhein shaq hai tou

[Chorus: Talha Anjum]
Karachi Chal, Karachi Chal
Aake dekh kiska zor hai Karachi par, ay
Chor kal, tu aaj he chal
Mere agay Karachi-Karachi naa kar, shaba hurr
Karachi Chal, Karachi Chal
Aake dekh kiska zor hai Karachi par, yeah
Chor kal, tu aaj he chal
Mere agay Karachi-Karachi naa kar

[Verse 2: Yasir Khan]
Arzi rappero'n ka aana jana farzi hai
Mere flow mein itni garmi, underground say may label
Aaj-kal variyon ke lehjo'n mein bhi narmi hai
Aake puch mera naam real life
Mere hathon mai zanjeerain or thano mein tasweere hain
Maine jurmo say jo rangi mere hatho ki lakeerein hain
Rabb say mangi hain dua'ain maine badli ye taqdeerei'n hain
May deta galiyan, industry wale dete dosh
Likhe geet maine bhi gawa ke hosh
Lawyers paid jab say hoye mere case close
Aaj-kal call karte yar dost
Yasir Khan jese star, Raja Instagram pe kare meri post
Na-jaane kyu meri ex kare text roz
Puche haal Mexico say mafia ke drug lords
Leke drugs roz, likhe bol maine qatilana verse, mere drug dose
Young Stunners, real ones mere dost
Karachi say H-town aake puch mera naam
Galliyo'n may hain chhapay mill' real racks
Ehmiat mujhe waqt ki, kharidi maine qeemti Rolex
SUVs, trunk mein cock pound, pack, big bags
Teen case like phiru 12 bore, I let my nuts hang, yeah
[Pre-Chorus: Talha Anjum]
I claim, so you wanna claim
We taught 'em how to rap about your pain
Young, stunning, dass saal and I'm still running
Tumhein shaq hai tou

[Chorus: Talha Anjum]
Karachi Chal, Karachi Chal
Aake dekh kiska zor hai Karachi par, ay
Chor kal, tu aaj he chal
Mere agay Karachi-Karachi naa kar, shaba hurr
Karachi Chal, Karachi Chal
Aake dekh kiska zor hai Karachi par, yeah
Chor kal, tu aaj he chal
Mere agay Karachi-Karachi naa kar

[Verse 3: Talhah Yunus]
Pathar pe lakeer jese, lakkar ko aag du ye lafz mere akheer jese
Wo faqeer kese, jo munaafiq hai munaafay pe
Humdardi ke liye faaqay, be ye khuda se kareeb kese?
Mehnat kar, silla dene wali zaat woh
Khuda se darr, in ankho'n se dekhe halaat woh
Jese hi raat ho, sarkein sunsaan, pistol baahir
Ye Karachi waale raaz bro
Phir bhi nidar bann ke sarkon pe adhi raat ko
Oye beef burger, Karachi aa phir baat chod
Story pe narr banein andar se ye laal gosht
Ugalta aag, may nawab, mera maal khoj
Jaan haazir, Karachi maaray jaan, roger
Tabhi Karachi ke liye jaan haazir
Yasir Khan haazir, apna gang roger
Hum nigehbaan madar—
Laye dollar sign, Quarantine
TY rhymes madar—, chhor, chhor
May aaj bhi on the road-road
Po-po, har naake pe thi rok-tok
Broke-woke thay aur woh mangein note bro
Music mein paisa nahi tha bechne laga dope-wope
On the low-low, ye asool tha
Khud hi ki maut, se parcham hua majboor tha
Ruh-posh, paisa naimat, pehni wardi nahi
Jab bhi pharenge milega seenay wala darzi nahi
Alaamaton ki marzi nahi