Nusrat Fateh Ali Khan
Tum Agar Yuhi Nazren
Tum Agar Younhi Nazrain Milatay Rahay Ma-e Kashi Meeray Ghar Se Kahan Jaiee Ji
Aur Ye Sil-sla Must-kil Ho To Phir Be-khudi Maray Ghar Se Kahan Jaiee Ji
Ak Zama-ney Ke Bad Aaiee He Sham-e-gham, Shak-e-gham Meray Ghar Se Kahan Jaiee Ji
Meeri Qismat Main He Jo Tumhari Kami, Wooh Kami Maray Ghar Se Kahan Jaiee Ji
Shamah Kea B Mughay Kush Zarurat Naheen, Nam Ko Bhee Shab-e-ghum Main Zulmat Nahee
Meera Hr Dagh-e-dil Kam Nahee Chand Se, Chandni Maray Ghar Se Kahan Jaiee Ji
Tu Ne Jog Hum Daiee Wooh Khushi Se Laiee, Tugh Ko Deekha Naheen Phir Bhee Sajday Kaiee
Atna Mazboot Hai Jab Aqeeda Meera, Bandage Meeray Ghar Se Kaan Jaiee Ge
Zaraf Wala Koi Sam-ney Aaiee To, Main Deekhoon Usay Zara As Ko Apnaiee To
Meeri Hamraz Ye Us Ka Humraz Main, Be-kasi Maray Ghar Se Kahan Jaiee Ji
Jo Koi Bhee Teeri Rah Main Main Kr Gia, Apni Hasti Ko Wooh Javdan Kr Gia
Main Shaheed-e-wafa Ho Gia Hoon To Kia, Zindagi Meeray Ghar Se Kahan Jaiee Ji
---
.