Nusrat Fateh Ali Khan
Mere Rashke Qamar (Original)
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaai maza aa gaya
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaai maza aa gaya
Aag aisi lagaai maza aa gaya
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaai maza aa gaya
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi—
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaai maza aa gaya
Jaam mein gholkar husn ki mastiyaan
Jaam mein gholkar husn ki mastiyaan
Chaandi muskuraai maza aa gaya
Chaand ke sa'ay mein ay mere saaqiya
Chaand ke sa'ay mein ay mere saaqiya
Tu ne aise pilaayi maza aa gaya
Chaand ke sa'ay mein ay mere saaqiya
Tu ne aise pilaayi—
Chaand ke sa'ay mein ay mere saaqiya
Tu ne aise pilaayi maza aa gaya
Chaand ke sa'ay mein ay mere saaqiya
Tu ne aise pilaayi maza aa gaya
Chaand ke sa'ay mein ay mere saaqiya
Tu ne aise pilaayi maza aa gaya
Nasha sheeshe mein angraai lene laga
Nasha sheeshe mein angraai lene laga
Nasha sheeshe mein angraai lene laga
Nasha sheeshe mein angraai lene laga—
Nasha sheeshe mein angraai lene laga—
Nasha sheeshe mein angraai lene laga—
Nasha sheeshe mein angraai lene laga—
Nasha sheeshe mein angraai lene laga—
Nasha sheeshe mein angraai lene laga—
Nasha sheeshe mein angraai lene laga—
Nasha sheeshe mein angraai lene laga
Nasha sheeshe mein angraai lene laga
Bazm rindaan mein saagar khaanakne laga
Bazm rindaan mein saagar khaanakne laga
Nasha sheeshe mein angraai lene laga
Bazm rindaan mein saagar khaanakne laga
Maikade pe...
Nasha sheeshe mein angraai lene laga
Nasha sheeshe mein angraai lene laga
Nasha sheeshe mein angraai lene laga
Bazm rindaan mein saagar khaanakne lage
Mainkade pe barasne lagi mastiyaan
Mainkade pe barasne lagi mastiyaan
Jab ghata gir ke chaayi maza aa gaya
Mainkade pe barasne lagi mastiyaan
Jab ghata gir ke chaayi maza aa gaya
Mainkade pe barasne lagi mastiyaan
Jab ghata gir ke chaayi maza aa gaya
Be hijaabaana voh samne aa gaye
Be hijaabaana voh samne aa gaye
Be hijaa—
Be hijaabaana voh samne aa gaye
Aur javaani javaani se takra gayi
Aankh unki lari yoon meri aankh se
Aankh unki lari yoon meri aankh se
Dekhkar yeh laraai maza aa gaya
Aankh unki lari yoon meri aankh se
Dekhkar yeh laraai maza aa gaya
Aankh unki lari yoon meri aankh se
Dekhkar yeh laraai maza aa gaya
Aankh unki lari—
Aankh unki lari yoon meri aankh se
Dekhkar yeh laraai maza aa gaya
Aankhon mein thi hayaa har mulaaqat par
Surkh aariz hue vasal ki baat par
Usne shaarma ke mere savaalat pe
Aise gardan jhukaaye maza aa gaya—
Usne shaarma ke mere savaalat pe
Aise gardan jhukaaye maza aa gaya
Shaikh saahib ka imaan bik hi gaya
Shaikh saahib ka imaan bik hi gaya
Shaikh saahib ka imaan bik hi gaya—
Shaikh saahib ka imaan bik hi gaya—
Shaikh saahib ka imaan bik hi gaya—
Shaikh saahib ka imaan bik hi gaya
Shaikh saahib ka imaan bik hi gaya
Dekhkar husn-e-saaqi pighal hi gaya
Dekhkar husn-e-saaqi pighal hi gaya
Aajse pehle yeh kitne magroor the
Aajse pehle yeh kitne magroor the
Lut gayi parsaai maza aa gaya
Aajse pehle yeh kitne magroor the
Lut gayi parsaai maza aa gaya
O Fana shukur hai aaj baad-e-Fana
O Fana shukur hai aaj baad-e-Fana
O Fana shukur hai aaj baad-e-Fana
O Fana shukur hai—
O Fana shukur hai...
O Fana shukur hai...
O Fana shukur hai aaj baad-e-Fana
Usne rakhli mere pyaar ki aabroo
Usne rakhli mere pyaar ki aabroo
Apne haaton se usne meri qabar par
Apne haaton se usne meri qabar par
Chaadar-e-gul charhaai maza aa gaya
Apne haaton se usne meri qabar par
Chaadar-e-gul charhaai maza aa gaya—
Apne haaton se usne meri qabar par
Chaadar-e-gul charhaai maza aa gaya
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya