Maula
[Verse 1]
Ghabraye jo dil tera
Dar ho manzil na paane ka
Ghum hon saare raastey
Kefiyat ho na bayaan
Ghabraye jo dil tera
Dar ho manzil na paane ka
Ghum hon saare raastey
Kefiyat ho na bayaan
[Pre-Chorus]
Ho hi jaye ga
Jo tu chahe ga
Ho agar justajoo
Dil ki raahon mein
In andheron mein
Gir ke uthna hai yoon
[Chorus]
Maula mere
Dil ka Jo raasta hai
Us raaste pe chala
Ke meri zindagi ye
Mujhe le chali hai kahan
Maula mere
Hami e be kasa hai tu
Meri Rahtein
Dil ka chain
Dhundhun kahan?
[Verse 2]
Manzilon ki talaash mein
Imtehan tou hain kahin
Mushkilein hain har jaga
Darna magar hai nahi
[Pre-Chorus]
Kion ke jaanta hoon mein
Manta hoon mein
Hai aesa koi
Dekhta hai jo
Sunta hai
Aarzoo har meri
[Chorus]
Maula mere
Dil ka Jo raasta hai
Us raaste pe chala
Ke meri zindagi yе
Mujhe le chali hai kahan
Maula merе
Hami e be kasa hai tu
Meri Rahtein
Dil ka chain
Dhundhun kahan?
Ho hi jaye ga
Jo tu chahe ga
Ho agar justajoo
Dil ki raahon mein
In andheron mein
Gir ke uthna hai yoon
[Chorus]
Maula mere
Dil ka Jo raasta hai
Us raaste pe chala
Ke meri zindagi ye
Mujhe le chali hai kahan
Maula mere
Hami e be kasa hai tu
Meri Rahtein
Dil ka chain
Dhundhun kahan?
[Verse 2]
Manzilon ki talaash mein
Imtehan tou hain kahin
Mushkilein hain har jaga
Darna magar hai nahi
[Pre-Chorus]
Kion ke jaanta hoon mein
Manta hoon mein
Hai aesa koi
Dekhta hai jo
Sunta hai
Aarzoo har meri
[Chorus]
Maula mere
Dil ka Jo raasta hai
Us raaste pe chala
Ke meri zindagi yе
Mujhe le chali hai kahan
Maula merе
Hami e be kasa hai tu
Meri Rahtein
Dil ka chain
Dhundhun kahan?