Shreya Ghoshal
O Jiji Kya Kehke Unko Bulaoge
o jiji
o jiji kya kahke unko bulaaogi
dulha banke jo aayenge
o jiji bolo to kya kahke unko bulaaogi
dulha banke jo aayenge

a-ji o-ji hum naa kahenge
hum to isharo me baate karenge
a-ji o-ji hum naa kahenge
hum to isharo me baate karenge
sab jaise apne unko bulaate hai
waise hum naa bulaayenge
o chhoti

shaadi hai dilli ka laddu
laddu ye har man me phoote
iska lage har dana bhala
jo khaaye pachataaye
jo naa khaaye wo pachhataaye
to khakar hi pachhatana bhala
ye laddu tujhko bhi ek din khilayenge
tere saajan jab aayenge
o chhoti

mithi hai brij ki mithai
laddu pеdaa baalushahi
par sabse mithi ho tum jiji
kanchan ki jaisi khari hai
ras ye ras ki bhari hai
ganne ki gandеri hai tu chhoti
brij ki ye mithi mithai sada ke liye
jija bandh le jaayenge o jiji
gaane ko tum gaa rahi ho
ji apna behla rahi ho
najar to hai raho me lagi
chhoti tu khoti badi hai
bahna ko bas chhedti hai
main to yaha kamo me lagi
aane do jiji tumhare ji ki dasha
jija ko bataayenge o jiji