Aarzu
[Verse 1]
She asked me what's inside my head
That's a mystery, I leave things unsaid
Woh kehti Hasan, "I have been mislead"
Peech-o-Taab woh, yet she thinks she's a step ahead
Main bhi kehna chahta bohat say alfaaz
Anjaano main dab jaati meri awaaz
Kandon pay liye main saarey ye ehsaas
Teri sohbat main bhi main na teray paas
She asked me what's inside my head
That's a mystery, I leave things unsaid
Woh kehti Hasan, "I have been mislead"
Peech-o-Taab woh, yet she thinks she's a step ahead
Main bhi kehna chahta bohat say alfaaz
Anjaano main dab jaati meri awaaz
Kandon pay liye main saarey ye ehsaas
Teri sohbat main bhi main na teray paas
[Refrain 1]
Kyun
Oh jaana, kyun
Kyun
Oh jana, kyun
[Verse 2]
Matlabi hai meri zindagi
Teri kurbat ki musalsal kami
Bebas main teray usulon main
Mere ashena kyun bhulun main
[Refrain 2]
Jo kuch bhi sar pe sawaar hai
Sahara mera, tera pyaar hai
Jo kuch bhi sar pay sawaar hai
Sahara mera, tera pyaar hai
[Bridge]
Dil phaink ke bhi main na aun baaz
Karna chahta main bas izhar-e-ikhlaas
Trying my best to keep you happy with these scars
Feels lika a one-way trip jis main tu mеri
[Chorus]
Tu meri Aarzu
Meri Aarzu
Tu meri Aarzu
Tu mеri Aarzu
Kyun
Oh jaana, kyun
Kyun
Oh jana, kyun
[Verse 2]
Matlabi hai meri zindagi
Teri kurbat ki musalsal kami
Bebas main teray usulon main
Mere ashena kyun bhulun main
[Refrain 2]
Jo kuch bhi sar pe sawaar hai
Sahara mera, tera pyaar hai
Jo kuch bhi sar pay sawaar hai
Sahara mera, tera pyaar hai
[Bridge]
Dil phaink ke bhi main na aun baaz
Karna chahta main bas izhar-e-ikhlaas
Trying my best to keep you happy with these scars
Feels lika a one-way trip jis main tu mеri
[Chorus]
Tu meri Aarzu
Meri Aarzu
Tu meri Aarzu
Tu mеri Aarzu