Shubh
Aakash
Aakasho mein udta hi jau
Na kisi ki sunta
Na kisi se darta hu mein

Aakasho mein udta hi jau
Na kisi ki sunta
Na kisi se darta hu mein

Bhagwaan se hi tha mera vaasta
Koini jab mera khaas tha
Khuda na khaasta
Hojaye tere saath waise hua jaisa mere saath tha
Duniya ye dekhti kispe hai kitna paisa
Na dekhe uska swabhaav hai kaisa
Aankhon mein chamkaan lau
Pita ma ke khwaab mera aisa
Ab hu hi mein aisa badlu kyu khudko sabko bus yeh
Kehta jau
Ab mein hi sehta jau
Mein hi kyu sehta jau
Aise kyu rehta jau mein

Aakash mein
Aakash mein
Khoya sa rehta hu mein in aakasho mein
Aakash mein
Aakash mein
Khoya sa rehta hu mein in aakasho mеin

Aakasho mein udta hi jau
Na kisi ki sunta
Na kisi se darta hu mein

Aakasho mеin udta hi jau
Na kisi ki sunta
Na kisi se darta hu mein