Eat Remix

Gaane likhne se pehle bete Mai sochta nahi

Nashte me khata beaton ko kaam Roz Ka hi Varna pure din mujhe lagti rehti bhook

Fir niklu shikar pe rappers ko karte jata shoot
Fir mujhe koi rok k dikhaye

Main Salman or ye black buck tum khud sochle bhai

Karte Haske Baat log smoke jaha bhi jaaye

Andar se bhle jale par muh pe izzat hi dikhaye

Aur ye sach he kisi Baat Ka to unhe darr hai

Main abhi nhi Bana Kuch to kis Baat ki akad hai

Dheere dheere bete sab pata chal jayega

Kiske chalenge gaane aur kon langdayega

Yaha mera koi background nahi, PNG

Gaana Karu drop hojata dhamaka, tnt

Band internet Karke likhu gaane, dnd

Purane dost ab puchte Nahi, YMCMB

Agar Aaya Nahi samajh to kholo genius

Tera Hu main godfather beta serius

Jaha Hu bhi jau, jeet ta, main nhi harta

In rappers ko Karu khatam avada kedavra MN

Tumne abhi nhi Dekha Mera 100 percent

Inn rappers Ka Karu rape main, Chahiye Nahi consent

Likhwalo mujhse gaane apne, dete rehna rent

Mere lyrics dusri duniya ha main Hu Clark Kent

Delhi ki iss Garmi Mai flow mera hai ladakh

Rapper banna Mera Nahi tha koi ittefaq

Tum sabki list Mai Jaana hai mujhe in the top

Par agar nhi Gaya to tumhe pata I don't give a fuck

Aaya hu yaha tak to jaunga Kuch lekar

Zindagi in ladko ki kardi narak Hannah baker

Inka udata Hu mazak jaise mere jaib kharch

Khelte shabdo se naye daur Ka premchand

Jo abhi tak sun rahe vo samajhdaar he

Jo karte mujhko support unke liye pyaar hai

Jaan jayenge Jo abhi Nahi hai jaante

Or maaf Karna maine beat khai ramzaan mai

More by Young M.A

All Young M.A songs →