Amit Trivedi
Ishaqzaade
Ik ore badhne lagey jo
Ik dor bandhne lagey jo
Ik shor karne lagey jo
Do dil

Ik chal chalne lagey jab
Ik dhaal dhalne lagey jab
Ik thaal chakhne lagey jab
Do dil

Judney lagey.lagey
Do dilon ke yeh jab kinaare
Udney lagey ishaqzaade
Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade
Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade
Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade

Ho.dil pe jo bhi bair bitaa
Dil pe jo bhi bair bitaa
Teri khair pe vaar diya
Jal jalaakar jo bhi jeeta
Tere pyaar pe haar diya
Humko khud mein shaamil karle
Ab toh khud ke kaabil karle
Rang tumhare.rang jaayenge
Sang tumhare.sang jaayenge
Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade
Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade
Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade
Ishaqzaade

Ho.seeley seeley sapne apne
Seeley seeley sapne apne
Pyaar ki dhoop se sukhenge
Niley naino ki do neharein
Dil ke baandh se rokenge
Khaak se khwaabon ko bunle
Raakh se bhi khushiyaan chunle
Bujhte jalte.chalte jaayein
Girte uththe.badhte jaayein

Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade
Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade
Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade
Ishaqzaade

Ik ore badhne lagey hai
Ik dor bandhne lagey hai
Ik shor karne lagey hai
Do dil

Ik chal chalne lagey hai
Ik dhaal dhalne lagey hai
Ik thaal chakhne lagey hai
Do dil
Judney lagey.lagey
Do dilon ke yeh jab kinaare
Udney lagey ishaqzaade
Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade
Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade
Ishaqzaade ishaqzaade ishaqzaade