CHASE II

from TRIKTAPE: VOL 1 (2018)
[VERSE 1: TRiK]

Uh

Check
Sidha Underground se

Pound mera loud kare itna shout re

Muh sukha de jaise cotton mouth hai

Hatane ka tareeka mujhe bas ek

Aur vo bhi run out hai

Jinko bhi doubt hai

Pilla banenge kaise karte hai pout hai

Hila hi dena jaise hype mein croud hai

Nahi karna rule phir bhi sar pe crown hai

Tu badli par mai vahi same

Vahi badi jacket

Or vahi batein lame

Vahi goldflake

Or fake ye fame

Remote tere haath mein change karu game

Pills jaise piyun par purple rain

Sochu sab samtal par ab tak plain

Jo jad du ek jad kar th hogi mujhe jail

Joh uge tere par th use katun jaise rail mein aah



[VERSE 2: DESICK]

Gira badlo pe fisla zameen se

Jobhi bolu[?]



[VERSE 3: SANDY]

Dimag mera shatir

Rapper th apne shauk ke khatir

Pehle jigra inka sher

Mic ke piche hojate dher

Ache se kariyo tayari

Varna shabd padenge bhari

Mic ki padi bimari

Aadatein kabhi sudhari nahi jaati

Sare ke saare katil mere shabd

Kisi ka bhi saathi nahi

Ye jaali hai waqt

Rapper lage mujhe saare bhole ke bhakt

Par tujh jaise pe hone laga hu mai saqt han

Ku tujhko laga tu hone laga mujhpe haavi

Sach baat bolu mai jaise lagi ho rap ki chaabi

Kabhi bhi na bat tune meri maani

Hamesha karta rah tu apni manmani

Nahi chahiye pas teri koi bhi nishani

Tere chakkar mein hamesha daat maine khani

Tere jaise ko bhar du, mai aaya leke sunami

More by Sandy

All Sandy songs →