Atif Aslam
O Mere Khuda
[Intro]
Aa bhi ja sanam, teri baahon mein
Aa bhi ja sanam, teri baahon mein
Rock this party tonight
Rock this party tonight

[Chorus]
O mere khuda dil hua fida
Rock this party tonight
O mere khuda dil hua fida
Bekhabar do jahan se main hua
O mere khuda, dil hua fida
Haadsa ye na jaane kab hua
O mere khuda

[Verse 1]
Khwabon mein sirf main aaunga
Palkon mein main to reh jaaunga
Yaadon mein aks hoga mera
Kisi ko milega nahin mera ptaa

[Chorus]
O mere khuda, dil hua fida
Bekhabar do jahan se main hua
O mere khuda, dil hua fida
Haadsa ye na jaane kab hua
[Bridge]
Aa bhi ja sanam, yun na kar sitam
Teri baahon mein marr mitenge hum
Aa bhi ja sanam, yun na kar sitam
Teri baahon mein marr mitenge hum

[Verse 2]
Hai tanha raaton mein baatein hongi
Un baaton mein phir raatein hongi
Badla-badla zamana saara
Jab se badli meri ye duniya

[Chorus]
O mere khuda, dil hua fida
Bekhabar do jahan se main hua
O mere khuda, dil hua fida
Haadsa ye na jaane kab