Atif Aslam
In Dinon
Jaagne lagi raatein
Aur khayalon se baatein
Tanhaai bhi pehle si nahi
Kabhi lamhe ruke
Kabhi din udey
Karwatein iss tarah toh na thi
Khwab hain naye naye se

Teri aankhon se dekhta hoon
Har ghadi har ek pal main
Tere baare mein sochta hoon

Jo kabhi na hua hai
Jo kabhi na kiya hai
Wo sabhi ho raha hai in dinon
Tere saath chala hai
Tere naam laga hai
Mera dil na mera hai in dinon (x2)