Pritam
Hawayein
[Verse 1]
Tujhko, main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin, kai mera yaqeen
Main jo, tera na huaa
Kisi ka nahin, kisi ka nahin

[Pre-Chorus]
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein

[Chorus]
Begaani hai ye baaghi
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahan
Hawayein, hawayein

[Post-Chorus]
Le jaayein jaane kahaan
Na mujhko khabar, na tujhko pataa

[Instrumental-break]

[Verse 2]
Banaati hai jo tu
Wo yaadein, jaane sang mere kab tak chale
Inhi mein to meri
Subah bhi dhalein, shamein dhalein, mausam dhalein
Khayalon ka shehar
Tu jaane, tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein
Wohi hai aate-jaate, jo tera naam le

[Pre-Chorus]
Deti hain jo sadayein
Hawayein, hawayein
Na jaane kya batayein
Hawayein, hawayein

[Chorus]
Le jaaye tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein, hawayein

[Post-Chorus]
Le jaayein jaane kahaan
Na mujhko khabar, na tujhko pataa

[Instrumental-break]

[Verse 3]
Chehra, kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Ye kya raaz hai?
Kal bhi, meri na thi tu
Naa hogi tu kal
Meri aaj hai
[Pre-Chorus]
Teri hai meri saari
Wafayein, wafayein
Maangi hai tere liye
Duaayein, duaayein

[Chorus]
Le jaaye tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein, hawayein

[Outro]
Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein, hawayein)

Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye mujhe kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein, hawayein)