Himesh Reshammiya
Dagaa
[Intro: Himesh Reshammiya]
Tajjub hota hai teri khudgarzi teri jurrat se
Kambakkht rukhsat nahi ho sakta teri ulfat se

[Chorus: Mohd. Danish]
Jab se tum dagaa karke judaa ho gaye
Hum tabaah barbad fanaa ho gaye
Jab se tum dagaa karke judaa ho gaye
Hum tabaah barbad fanaa ho gaye

Hum tabaah barbad fanaa ho gaye
Hum tabaah barbad fanaa ho gaye

[Verse 1: Mohd. Danish]
Ye baat tere liye aam hai
Dil todna toh tera kaam hai
Rooh sun dekh kitni magroor hai
Teri adavat toh mashoor hai

Yun hi tadap ke hi mar jaaunga main
Aye dilduba
Rushwa tujhe bhi kar jaaunga main
Aye dilduba

[Bridge: Mohd. Danish]
Jee chahta hai du gaali tujhe
Par dil ijazat na deta mujhe
Raaton ko tanha jo soyegi tu
Kar ke mujhe yaad royegi tu
Roye roye mera dil bezubaan
Le li tune meri jaan

[Chorus: Mohd. Danish]
Jab se tum dagaa karke judaa ho gaye
Hum tabaah barbad fanaa ho gaye
Jab se tum dagaa karke judaa ho gaye
Hum tabaah barbad fanaa ho gaye

Hum tabaah barbad fanaa ho gaye
Hum tabaah barbad fanaa ho gaye