Nazdeekiyaan... milata reh nazrien khatam hongi ye dooriyaan
Barhata raha qadam ye socho k mile kaheen
Me bhatka toh parha tera chehra naqshaa banaa..
Raaz kese tere ye hum pr khul rhe hai? Kiya raaz naye hai ?
Raazon me hi ulajh k hum badal rhy kiya raaz naye hai?(x2)
Ahad khan verse:
Me tere bina Jee rha hun
Karwa sach hai me tanha hun aansuon ko pee rha hn
Tum be-basi pr hans rahe ho
Me apnay liye mar chuka apnon ke liye jee rha hn
Dil me lekar shikway me aasman ko takta hn
Khud ki kami ko me taaron pe ginta hn
Uljha hn khud me phir khud se hi thak ke me chorta insaan khuda se baatein krta hun
Poochta hn sach me q taaqat nhi hai
Terе baad sajdon me raahat mili hai
Mile itne gham mujhko sеhta gya hun me raaton me rota hun aadat nhi hai
Chahta hn aa ke koi mujh ko hansaaye
Koi mujh pr bhi krde muhabbat ke saaye
Me likhun ke gham hai wo usko mitaaye
Koi mujhko bhi dhoonde koi mujhko bhi paaye
Me phans chuka hn darmiyan koi darmiyan na aaye hn me itna ghamzada ke mujhe mai kade bulaaye phir bhi dekh le tu hona hai raahon me teri fanaa
In dooriyon se behtar nazdikiyon ke pekr me lgta Kon tera tu mujhse aakar kar khatam krde mujhse tu ye dooriyan
Usama ali, Hook:
Nazdeekiyaan... milata rey nazrien khatam hongi ye dooriyaan
Barhata raha qadam ye socho k mile kaheen
Me bhatka toh parha tera chehra naqshaa banaa..
Raaz kese tere ye hum pr khul rhe hai? Kiya raaz naye hai ?
Raazon me hi ulajh k hum badal rhy kiya raaz naye hai?
Usama Ali verse:
Mere anso saaf krde
Ya ankhein phr se bhar de
Me soxho betha tanhaai mein
Kiya milaa tujhe bichar k
Me raaz hi reh jaaonga
Tere paas ki reh jaonga
Tu dhoondlee..
Mujhe khud me hi
K raasty me ho rhi hai baatien
Shayad hojaye phir mulaqaatien
Tum parhti hi nahi ho warna
Humne In lafZoon k kr diye hain khulaasien
Fasla bhi ek paheli hai safar mai raahi ki
Dooriyan hi toh waja banti hai pass ane ki
Anjaan ho nadaan ho maloom tumko kuchh nahi
Sab se haseen tasveer ho tum mere ashiyaane ki
Usama ali, Hook:
Nazdeekiyaan... milata reh nazrien khatam hongi ye dooriyaan
Barhata raha qadam ye socho k mile kaheen
Me bhatka toh parha tera chehra naqshaa banaa..
Raaz kese tere ye hum pr khul rhy hai? Kiya raaz naye hai ?
Raazon me hi ulajh k hum badal rhy kiya raaz naye hai?