Jokhay & Talhah Yunus
Dillagi
[Verse 1]
Shayad se mar jaaye aane pe
Shayad bidak jaaye jaane pe
Jo vaade kiye wo nibhane de
Shayad khafa hai jamane se
Vo aate nahi ab bulane pe
Hum jaate nahi har mehkhane pe
Zakham gab bharte chhupaane se
Mitte nahi hoon mitaane se
Kya chun chuke ab raaste
Tere na nadaan ji rahe hain tere vaaste
Bane hue hum bhi khaak se
Jaana bhi hai khaak mein to kala meri baat de
Ana ko hum maar ke phir aaye hain deedaar pе
Buri kuch aadatein
Bigaada tere pyaar nе
Make move jaise zindagi ye shatranj
Kismatein badal dete hain sirf ek chaal se

[Chorus]
Ye raatein adhoori kya teri kami
Wo baatein adhoori reh gayi
Yeh mausam badalte par milte nahi
Saansein ba mushkil yeh chalti rahi
Dillagi
Yeh dillagi
Dillagi
Fir mil kabhi
[Verse 2]
Ye haqeeqat ye khwaab dekh raha hoon
Baadalon pe baitha teri raah dekh raha hoon
Dhoop se main haath sekh raha hoon
Bewafaon ke bazaar mein wafa bech raha hoon
Begunaah dikhata hoon bepannah likhta hoon
Behisaab che ekate benakaab phirtahoon
Dhua bhar kya main aag fekta hoon
Garam ye mijaaz par lihaaz rakhta hoon
Shifa jaise lafzon mein rehte
Ab nazaron mein jaan daali pattharon mein
Bhaage nahi khatron se
Aashiq meri gazalon ke
Shuru kiya najmo se
Dekh meri nazaron se
Shor bada wo aawaaz de rahe
Toota glass jaise bikhre pade kaanch bade
Jaante hain raaz tere
Aate baaz nahi yaad rahe libaas tere

[Chorus]
Ye raatein adhoori kya teri kami
Wo baatein adhoori reh gayi
Yeh mausam badalte par milte nahi
Saansein ba mushkil yeh chalti rahi
Dillagi
Yeh dillagi
Dillagi
Fir mil kabhi