Sajjad Ali
Tera Naam
Maine ek kitaab likhi hai
Maine ek kitaab likhi hai
Maine ek kitaab likhi hai
Us kitaab ke pahle safhe par
Tera naam, tera naam
Tera naam likha hai
Tera naam

Maine ek kitaab likhi hai
Us kitaab ke pahle safhe par
Tera naam, tera naam
Tera naam likha hai
Tera naam
Tera naam, tera naam
Tera naam likha hai
Tera naam

Doosre safhe pe maine seedhi-saadhi baatein likheen
Likhi hui baaton se bhi aati hai aawaaz
Doosre safhe pe maine seedhi-saadhi baatein likheen
Likhi hui baaton se bhi aati hai aawaaz
Aati hai aawaaz
Main ne jo aawaaz suni hai
Main ne jo aawaaz suni hai
Us aawaaz ke pahle suron mein
Tera naam, tera naam
Tera naam suna hai
Tera naam
Tera naam, tera naam
Tera naam suna hai
Tera naam

Teesra safha kya likha kahkashaaen khulne lageen
Sadiyon puraane sabhi raaz khul gaye
Teesra safha kya likha kahkashaaen khulne lageen
Sadiyon puraane sabhi raaz khul gaye
Raaz khul gaye
Mujhpe kaainaat khuli hai
Mujhpe kaainaat khuli hai
Kaainaat ke pehle sire par

Tera naam, tera naam
Tera naam khula hai
Tera naam
Tera naam, tera naam
Tera naam khula hai
Tera naam

Tera naam, tera naam
Tera naam likha hai
Tera naam, tera naam
Tera naam