Indian Ocean
Kaun
KOUN

Kein dhafna, gil mashrao, dayotsi dayotsi, meli bahaar

Hey tamasha ye kya-2
Kyuu tu gam main zuda
Kar mohabbat hakiki
Ho bharam se zuda-2
Bhay ko chhod de Ruh se jodley tar jayega paar
Kaun bhala ya Buraa hai sab mein Ashk usaka basaa
Kaun beej bota hai yaaro
Fal yeh kaun chakhe
Yeh jag jantar mantar maya
Kaun yeh khel rache
Kaun chadaye roz ye suraj
Pawan kaun phoonke
Mrityo aaye jaaye nirantar kaun hisab dhare
Kaun kaun kaun rota kaun kaun kaun