Udit Narayan
Hai Na
Mehaki mehaki hain raahe
Behaki behaki hain nigaahe
Hain na haay re haay re
Haay re haay re
Ghere hain jo ye baanhe
Paai hain mainne panaahe
Hain na haay re haay re
Haay re haay re
Ga tu dil ke taaro pe
Ga git aisa koyi naya
Jo jindagi me kabhi
Ho na pehle suna
Palko pe sapne saja
Sapno me jaadu jaga
Tu meri raaho mein
Chaahat ki shamme jala
Mehaki mehaki hain raahe
Behaki behaki hain nigaahe
Hain na haay re haay re
Haay re haay re


Merе dil ne tofe yeh
Tum sе paaye dhup thi
Gham ki tum laaye saaye
Meri abb jo bhi kushi hai
Mujhe tum se hi mili hai suno na
Tumhi woh chaandani ho
Jo meri najaro mein khili hai
Kahi yeh toh nahi
Hain woh aankhe hasin
Dekhati hain jo mujhako piya
Jo bhi hu teri hu bas
Yahi gun hai mera
Jo bhi hu teri hu bas
Yahi gun hai mera
Ga tu dil ke taaro pe
Ga git aisa koyi naya
Jo jindagi me kabhi
Ho na pehle suna
Palko pe sapne saja
Sapno me jaadu jaga
Tu meri raaho mein
Chaahat ki shamme jala

Dil ki yeh zid hai
Dil kaa hai kehana saath
Tumhare isako hai rehana
Chalo kahi dur hi jaaye nayi
Ek duniya basaaye suno na
Vaha bas main aur tum ho
Mohabbat mein ham gum ho
Abb ho uljhan koi abb
Ho bandhan ki ho nahi
Sakate ham abb juda
Yeh tera yeh mera
Aakhari hai faisala
Yeh tera yeh mera
Aakhari hai faisala
Haay re haay re haay re
Haay re haay