Allah Duhai Hai

from Race 3
Sohneyaa…

Back to the race…
Mmm… tune kar di hai thodi dooriyan

Dabaa ke rakhin dil mein sau farebiyan

Elaan hai yeh zakhmi jigar ka

Hunn vekh tamasha chhad gallan saariyan



Jhoothi mohabbat hai teri fitrat

Har martaba sau dafaa tune kiya daga

Nasha… tera…

Nasha… nashila nashila hai



Allah duhai hai

Phir jaan pe aayi hai

Abb to tabaahi hai

Haan tere pyar mein



Allah duhai hai

Phir jaan pe aayi hai

Ab to tabaahi hai

Haan tere pyar…



Allah duhaai hai

Phir jaan pe aayi hai

Ab to tabaahi hai

Haan tere pyar mein



Zindagi tujhko kaise mod pe phir le aayi

Kuch lamhon mein duniya se hogi teri rihaai

Tere gunaahon ki saza tujhe mile abhi

Hum bhi nahi chhodenge, naa chhodega ilaahi



Junoon bhi tu

Nasha bhi tu

Talab tu meri

Mitana hai tujhiko to

Yeh zidd hai meri

Jayega tu kahaan

Tujhi pe nazrein meri

Main kar doon tabaah tujhe

Yeh zidd hai meri



O Nasha… tera…

Nasha aa…

Nasheela nasheela hai



Allah duhaai hai

Phir jaan pe aayi hai

Ab to tabaahi hai

Haan tere pyar mein



Allah duhaai hai

Phir jaan pe aayi hai

Abb to tabaahi hai

Haan tere py pya pyar…



[Raja Kumari Rap]



Aaj raat jashan tu manaa le

Kal se tu, mere hawaale

Masti ke, laga labon se pyaale

Kal se tu, mere hawaale



Phir shuru ab daud yeh

Iss baat pe kar gaur le

Kar na abhi bas le maze cause

We coming back to the race…

We coming back to the race…



Allah duhai hai

Phir jaan pe aayi hai

Abb to tabaahi hai

Haan tere pyar mein



We coming back to the race



Allah duhai hai

Phir jaan pe aayi hai

Abb to tabaahi hai

Haan tere pyar



We coming back to the race

More by Raja Kumari

All Raja Kumari songs →