Calm
Naamcheen
[Chorus]
Bande namcheen, bande naamcheen, sava sher
Garje raat-din jaise Tansen, dhaae keher
Mile peheli baar
Par pehle hi jaanti hai vo haan khair
Bande kranti, bande naamcheen

[Verse 1: Calm]
Mile pehle ni par jaanti naam wo
Aoa laundo betho chaukdi maar ke do teen
Jote jala meri baat pe dhyaan do
Aake mili mere show ke baad thi bohot bheed
Mile pehle par me jaanta naam nahi
Usse lage usse bohot pata par oh please
Mujhe jaanti ni jaanti Calm ko bas
Me kyu karu vibe ka bandobast
Hamesha dost pee rahe jack hi (JD)
Hamesha do T rahe bag me
Kya usse pasand mera band ya drip ya hype
Ya ya dil Ya wo 6 zero bank me
Tab alag hi scene the cash k
Chaar saal Rohini se Kaha se kaha
Aage karu "Pch Oye roach khatam ho gaye Siddhant"
Firr Roach bana boarding pass ka
Maa ko chahiye the pachaas mene bheja dedh
Yaha lete khudke papero me karu me bake
Khush tha to khaali karu poori ye jeb
Aur party kari saare saathi bhund hoke gaye
Hai roz hi ka padosi mere Tang hoke soye
Khoye dost lekin mene kabhi mauke ni khoye
Kilsegi kaisi ni kari jo kranti
Jinse mile khaali laabh aise paudhe hi boye
[Chorus]
Bande namcheen, bande naamcheen, sava sher
Garje raat din jaise Tansen, dhaae keher
Mile peheli baar
Par pehle hi jaanti hai vo haan khair
Bande kranti, bande naamcheen

[Verse 2: Encore ABJ]
Hue 4 saal hai ginke
Nahi pata reheta konsa din hai
Hai Har din jaise weekend hum bana rahe gaane ya fir maarte chill hai
Gaane bhare bill to ni khata guilt hai
Hu mai bhot ill, ha ye mujhko ilm hai
Hai ye gaand chaatne ki karte acting
Tera bhai inki banata film hai
Dono bhai milke banaenge mill tez
Par note rahe jeb me, ni chadhte sar pe
Aa kar upkaar aur aake bhidle
In Rappero ke chilke nikalke childe
Kara game over hu mai overkill pe
Par Calm bola bass kar to rok di maarpeet
Laundo se ghanta ni likha jara
Fir bole hum hai rapper nahi hum artist
Beta tu hai rapper ni to darr mat
Tera bhai microphone pe narbhaksh
Jinke hai khud ke jaate par katt
Unko hi lagti koel karkash
Seedhe maut, sabke rahe hai sar katt
Tabhi hai badnaam bhi scene me kaafi
Lekin kabhi nahi maangi hai ijazat
To mere ghante se maange maafi
Naamcheen
[Chorus]
Bande namcheen, bande naamcheen, sava sher
Garje raat din jaise tan sen, dhaae keher
Mile peheli baar
Par pehle hi jaanti hai vo haan khair
Bande kranti, bande naamcheen