[Verse 1: Darshan Raval, Tulsi Kumar]
Haa banu tera kaidi
Kasam hai khaai
Haan banu tera kaidi
Kasam hai khaai
Mangu kabhi na
Fir tuj se rihaai
Bediyaan lga dunn
Tujhe ishk ki
Phir chaahe jo bhi de
Teri gawaahi
[Pre-Chorus: Darshan Raval]
Chhod ke tuj ko
Jaana kahaan hai
Jahaan hai tu bas
Rehana waha hai
Bandh lena kas ke mujhe
[Chorus: Tulsi Kumar]
Mera naam hai likha
Wahaan ek ped pe
Tu bhi likh dena
Apna saath me
Haa mere naam ki kalam
Syaahi tere naam ki
Bas yhi tu rakhna haath me
[Verse 2: Tulsi Kumar]
Aaj kal khayaalon me
Rehati hunn main tere
Keheti hain saheliyaan meri
Dikhta kyu har jagah tu
Baar baar muj ko
Kesi ye paheliyaan teri
[Verse 3: Darshan Raval, Tulsi Kumar]
Tere bina nhi hai
Mera bhi gujaara
Tera mera kya alag hai
Ab hai hamaara
Jahan likha hai naam hamaara
Usi jagah hai ek kinaara
Milna wahi pе mujhe
[Chorus: Darshan Raval]
Tera naam tha padha
Menе ek ped pe
Mene likh diya
Apna saath me
Tere naam ki kalam
Syaahi mere naam ki
Bas ye hi tha
Mere haath me
[Post-Chorus: Darshan Raval]
Oh-ooh-oh-ooh-oh
Oh-oh-ooh-oh
Ha-ha-ha-haan
Ha-ha-haa-haaa-haan
[Bridge: Tulsi Kumar]
Mene suna tha ik jogi se
Ishk ke baare me
Mene suna tha ik jogi se
Ishk ke baare me
Kanha mile the raadha ji ko
Nadi kinaare pe
Kanha mile the raadha ji ko
Nadi kinaare pe
[Chorus: Darshan Raval]
Main ja pahucha uss nadi
Aas leke bas teri
Aur ishq leke saath me
Main ja pahucha uss nadi
Aas leke bas teri
Aur ishk leke saath me (Aur ishk leke saath me)
[Outro: Both, Darshan Raval]
Tera naam tha padha
Mene ik ped pe
Mene likh diya
Apna saath mein
Ho tere naam ki kalam
Syaahi mere naam ki
Bas yhi tha mere haath me (Mere haath me)